Tuesday, September 25, 2012

Ishq Sufiyana (The Dirty Picture)


Song Title: Ishq Sufiyana
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Singer(s): Kamal Khan, Sunidhi Chauhan
Lyricist: Rajat Arora



Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Girta sa jharna
Hai ishq koi
Uthta sa kalmaa
Hai ishq koi
Saanson mein liptaa
Hai ishq koi
Aankhon mein dikhta
Hai ishq..

Mere dil ko
 Tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu..
Mujhko fanaa kar de
Mera haal tu
Meri chaal tu
Bas kar de aashiqana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..

Sochoon tujhe
Toh hai subah
Sochoon tujhe
Toh shaam hai
Ho..
Manzilon pe
Ab toh meri..
Ek hi tera naam hai

Tere aag mein hi jalke
Koyale se hira banke
Khwaabon se aage chalke
Hai tujhe batana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Saath saath chalte chalte
Haath choot jayenge
Aisi raahon mein milo naa
Baatein baatein karte karte
Raat kat jaayegi
Aisi raaton mein milo naa

Kya hum hain
kya Rab hai
Jahaan tu hai
Wahin sab hai
Tere lab mile
Mere lab khile
Ab door kya hai jaana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Mere dil ko
 Tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu..
Mujhko fanaa kar de
Mera haal tu
Meri chaal tu
Bas kar de aashiqana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

'Janeman’ from the movie Radio (2009)



Movie – Radio (2009)
Cast – Himesh Reshammiya, Shenaz Treasurywala, Sonal Sehgal, Zakir Hussain, Rajesh Khattar
Director – Isshaan Trivedi
Music Director – Himesh Reshammiya
Song ‘Janeman’
LyricsSubrat Sinha
Singer – Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
jaaneman jaaneman
jaaneman jaaneman
ek naam tumhara lekar
hum jeete hain marte hain
yeh ishq nibha dena tum
guzarish ye karte hain
jaaneman jaaneman
jaaneman jaaneman
ek naam tumhara lekar
hum jeete hain marte hain
yeh ishq nibha dena tum
guzarish ye karte hain
jaaneman jaaneman
jaaneman jaaneman
tum khush ho to
hum bhi yu khush rehte hain
tum rutho to
hum khud se ruthe rehte hain
ye jaan lo bas tumse hi
hum apni khabar rakhte hain
tum bhul na jaana humko
guzarish ye karte hain
jaaneman jaaneman

jitna bhi hum tumko chaahe kum lagta hai
yeh ishq isiliye to pal pal badhta hai
tumse hi iss jeevan ka
hum saara bharam rakhte haon
tum tod naa dena isko
guzarish ye karte hain
jaaneman jaaneman
jaaneman jaaneman

Friday, February 17, 2012

तुम आशा विश्वास हमारे



Hindi Song: Tum Asha Vishwas Hamare
Singer: Lata Mangeshkar
Film: Subah
Music: Hridayanath Mangeshkar
Lyrics: Pt. Narender Sharma

काम ना जाने, धाम ना जाने 
जाने ना सेवा पूजा 
जाने बस इतना अजान हम 
एक बिना नही दूजा 

तुम आशा विश्वास हमारे 
तुम धरती आकाश हमारे
रामा ... 

दाता माता तुम बंधु भ्राता हो 
दिवस रात्रि संध्या प्रभात हो 
दीपक सूर्य चन्द्र तारक में 
तुम ही ज्योति प्रकाश हमारे 
रामा ...

साँसों में तुम आते जाते 
एक तुम्हीं से है सब नाते 
जीवन वन के हर पतझड़ में 
एक तुम्हीं मधुमास हमारे 
रामा ... 

तुम ही सब में है तुम में सब 
तुम ही भव हो हो तुम ही रब 
अश्रु हमारी आँखों में तुम 
तुम हो तो परिहास हमारे 
रामा ... 

Tuesday, January 24, 2012

Gham Ka Khazana - Jagjit Singh


Gham Ka Khazana:
Jagjit:
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi (2)
Both:
yeh nazarana tera bhi hai mera bhi

Lata:
apne gham ka geet bana kar gaa lena (2)
raag puraana tera bhi hai mera bhi (2)
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Jagjit:
tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Lata:
tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Jagjit:
dil deewana tera bhi hai mera bhi
Lata:
dil deewana tera bhi hai mera bhi

Both:
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Lata:
shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai (2)
woh afsaana tera bhi hai mera bhi

Jagjit:
maikhane ki baat na kar waiz mujhse (2)
aana jaana tera bhi hai mera bhi
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Lata:
yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
Both:
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Friday, January 20, 2012

Tu Is tarah se meri....



Film Name: Aap Tho Aise Na The
Year: 1980
Singer(s) Mohd Rafi
Lyricist: Fazali
Musician(s): Usha Khanna


tuu is tarah se merii zi.ndagii me.n shaamil hai-2
jahaa.N bhii jaauu.N ye lagataa hai, terii mahafil hai
tuu is tarah se merii zi.ndagii me.n shaamil hai


tere bagair jahaa.N me.n koii kamii sii thii
bhaTak rahii thii javaanii a.ndherii raaho.n me.n
sukuun dil ko milaa aa ke terii baaho.n me.n
mai.n ek khoI huii mauj huu.N tuu saahil hai, jahaa.N bhii ...


tere jamaal se roshan hai kaayanaat merii
merii talaash terii dil.akashii rahe baakii
khudaa kare ki ye diivaanagii rahe baakii
terii vafaa hii merii har khushii kaa haasil hai, jahaa.N bhii ...


ye aasamaan ye baadal ye raaste ye havaa
har ek chiiz hai apanii jagah Thikaane se
ka_ii dino.n se shikaayat nahii.n zamaane se
ye zi.ndagii hai safar tuu safar ki ma.nzil hai, jahaa.N bhii ...




-------------------------------------------

dil dhoondhataa hai


Movie Name- Mausam
Title-Dil dhoondhta hai, fir wahi 

Singer: BHUPENDRA



dil dhoondhataa hai, fir wahee furasat ke raat din
baithhe rahe tasawwoor-ye-jaanaa kiye huye

jaadon kee narma dhoop aaur aangan mein let kar
aankhon pe khinch kar tere daaman ke saaye ko
aaundhe pade rahe kabhee karawat liye huye

dil dhoondhataa hai, fir wahee furasat ke raat din
baithhe rahe tasawwoor-ye-jaanaa kiye huye

barfilee sardiyon mein kisee bhee pahaad par
waadee mein gunjatee huyee, khaamoshiyaan soone
aankhon mein bheege bheege se lamhe liye huye

dil dhoondhataa hai, fir wahee furasat ke raat din
baithhe rahe tasawwoor-ye-jaanaa kiye huye


 *********************************************************************

Fiza Bhi Hain Jawaan

 

Fiza Bhi Hain Jawaan 
Movie Name : NIKAAH
Singer(s): HASAN KAMAL
Cast(s): Raj Babbar , Deepak Parashar , G. Asrani , Heena Kausar

Fajaa Bhee Hain Jawaan, Jawaan, Hawaa Bhee Hain Rawaan, Rawaan
Sunaa Rahaa Hain Ye Samaa, Sunee Sunee See Daasataan

Pukaarate Hain Door Se, Wo Kafile Bahaar Ke
Bikhar Gaye Hain Rang Se, Kisee Ke Intajaar Ke
Lahar Lahar Ke Honthhapar, Wafaa Kee Hain Kahaniyaan

Buzee Magar Buzee Nahee, N Jaane Kaisee Pyaas Hai
Karaar Dil Se Aaj Bhee, Naa Door Hain Naa Paas Hai
Ye Khel Dhoonp Chhaanw Kaa, Ye Kurbate, Ye Duriyaan

Har Yek Pal Ko Dhoondhataa, Har Yek Pal Chalaa Gayaa
Har Yek Pal Firaak Kaa, Har Yek Pal Wisaal Kaa
Har Yek Pal Gujar Gayaa, Banaa Ke Dil Pe Yek Nishaan
 
 
-----------------------------------------------------------